21.1 C
Delhi
Tuesday, December 10, 2024

Gyaan-Vigyaan: Doodh, Anda, Paneer Khane se Hoti hai Pathri?

Kidney sharir ka mahatvapoorn ang hai.

Kidney har din karib 112 se 144 liter rakt filter karke atirikt pani aur haanikarak padartho ko bahar nikalti hai.

Kidney mein mutr filter ke dauran maujood khanij jama ho jaate hain ya crystal ban jaate hain, jo mutramarg ko rok dete hain.

In crystal ko gurde ki pathri kehte hain.

Ucch oxalate wale khadya padarth jaise ki doodh, anda aur paneer gurde ki pathri ke khatre ko 10 guna adhik badha dete hain.

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
0SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles